खुशी जब भी तेरी Lyrics || Khushi Jab Bhi Teri Mp3 Song free Download


खुशी जब भी तेरी Lyrics || Khushi Jab Bhi Teri Lyrics in Hindi – Jubin Nautiyal - Lyrics





Song Credits
Song: Khushi Jab Bhi Teri
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: A M Turaz
Music Production, Mix and Master: Aditya Dev
Music Label: T-Series


Khushi Jab Bhi Teri Mp3 Song Free download







Khushi Jab Bhi Teri Hindi lyrics


सारी गलियां तेरी जगमगा दूंगा मैं


हर सुबह तेरी ख़ुदको बना दूंगा मैं


सारी गलियां तेरी जगमगा दूंगा मैं


हर सुबह तेरी ख़ुदको बना दूंगा मैं

तू चलेगी जो घर से निकल के कहीं


तो रस्ते में ख़ुदको बिछा दूंगा मैं


ख़ुदा जाने मुझमें तू क्या देखती है


मैं तुझमें ख़ुदा का करम देखता हूं

ख़ुशी जब भी तेरी


ओ ख़ुशी जब भी तेरी


मैं कम देखता हूं


ख़ुशी जब भी तेरी


मैं कम देखता हूं


तो फ़िर मैं कहाँ


अपने ग़म देखता हूं

ख़ुशी जब भी तेरी


मैं कम देखता हूं


तो फ़िर मैं कहाँ


अपने ग़म देखता हूं

कई रोज़ तक पानी


पीता नहीं फ़िर


हां कई रोज़ तक पानी


पीता नहीं फ़िर


मैं जब तेरी आँखों को


नम देखता हूं


ख़ुशी जब भी तेरी

हो तू देखे न देखे हमें ग़म नहीं


मगर तुझको देखे बिना हम नहीं


तू देखे न देखे हमें ग़म नहीं


मगर तुझको देखे बिना हम नहीं

ख़यालों में हरपल ही रहता है तू


ये रहने को ज़िंदा हमे कम नहीं


तेरे साथ के एक लम्हें में भी मैं


तेरे साथ के सौ जनम देखता हूं

ख़ुशी जब भी…


तुझको किया याद


दुनिया भुलाई है


सीने में ऐसी लगन


इक लगाई है


तेरी तन्हाई मेरी


जान पे बन आयी है

मिलने की मांगू दुआ


मिलने की मांगू दुआ


नज़र भरके जब देखता हूं तुझे मैं


तो ज़ख्मों पे दिलके मरहम देखता हूं

ख़ुशी जब भी तेरी


मैं कम देखता हूं


तो फ़िर मैं कहाँ


अपने ग़म देखता हूं

ख़ुशी जब भी तेरी


मैं कम देखता हूं


तो फ़िर मैं कहाँ


अपने ग़म देखता हूं

ख़ुशी जब भी तेरी


ओ..


ख़ुशी जब भी तेरी


ओ....


ख़ुशी जब भी तेरी


Khushi Jab Bhi Teri mp3 Song





Khushi Jab Bhi Teri (English) Lyrics:


Mujhse takra gaye


Saari galiyan teri


Jagmaga dunga main


Har subah teri khud ko


Bana dunga main

Saari galiyan teri


Jagmaga dunga main


Har subah teri khud ko


Bana dunga main

Tu chalegi jo ghar se


Nikal ke kahin


Toh raste mein khud ko


Bichha dunga main

Khuda jaane mujhme


Tu kya dekhti hai


Main tujhme khuda ka


Karam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Ho khushi jab bhi teri


Main kam dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Main kam dekhta hoon


Toh phir main kahan


Apne gham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Main kam dekhta hoon


Toh phir main kahan


Apne gham dekhta hoon

Kayi roz tak


Paani peeta nahi phir

Haan kayi roz tak


Paani peeta nahi phir


Main jab teri aankhon ko


Nam dekhta hoon


Khushi jab bhi teri

Ho tu dekhe na dekhe


Humein gham nahi


Magar tujhko dekhe


Bina hum nahi

Ho tu dekhe na dekhe


Humein gham nahi


Magar tujhko dekhe


Bina hum nahi

Khyalon mein har pal


Hi rehta hai tu


Yeh rehne ko zinda


Humein kam nahi

Tere sath ke ek


Lamhe mein bhi main


Tere sath ke sau


Janam dekhta hoon


Khushi jab bhi

Tujhko kiya yaad


Duniya bhulayi hai


Seene mein aisi


Lagan ik lagayi hai

Teri tanhaai meri


Jaan pe ban aayi hai


Milne ki mahu dua


Milne ki mahu dua

Nazar bhar ke jab


Dekhta hoon tujhe main


Toh zhakhmo pe dil ke


Marham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Main kam dekhta hoon


Toh phir main kahan


Apne gham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Main kam dekhta hoon


Toh phir main kahan


Apne gham dekhta hoon

Khushi jab bhi teri


Khushi jab bhi teri


Khushi jab bhi teri






Post a Comment

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post