Aye Mera khuda lyrics


Aye Mere Khuda lyrics  - .

Movie/album: Ek Tera Saat ..

Singers: Swati Sharma .

Song Lyricists: A.M. Turaz .

Music Composer: Liyakat Ajmeri.









Movie/album:-Ek Tera Saat .
Singers: Swati Sharma Song .
Lyricists: A.M. Turaz Music .
Composer: Liyakat Ajmeri.

 
Music Director: Liyakat Ajmeri .

Music Label: Zee Music Company .
Starring: Sharad Malhotra, Hritu Dudani, Melanie Nazereth, Vishwajeet Pradhan, Deepraj Rana, Gargi Patel, Aprajita Mahajan, Anubhav Dhir.

 Release on: 14th November, 2016.


Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota

Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota

Aye mere khuda tune itna to kiya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota





Main kaise sahoon badhti huyi ye dooriyan

Le leti hai jaan pal pal meri majbooriyan

Ab dil ko sambhalu main yaa khud ko sambhalu

Tu hi bata de tanha main kis kis ko sambhalu

Kya mera ab kahin koi bhi na raha

Zindagi taras gayi sunne ko ek sada

Mujhko bhi sambhal ne ko koi to diya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota





Yun tanhaai se jud gaya sil sila

Haan mujhko kabhi dukh se siva kuch na mila

Zakhmo se nahi shikva par marham to lagata

Mere liye bhi raahat ka ek lamha to banata

Kis khata ki sazaa di mujhe ye bata

Tujhpe itna kya itna bhi haq nahi tha mera

Jaake daaman mera thoda to siya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota





Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota

Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota

Aye mere khuda tune itna to kiya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota

Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota.






Post a Comment

Post a Comment (0)

Previous Post Next Post